DELHI/CHENNAI SIGHT SEEING.
Thum idher aawoh/- Udher muth jaawoh
- Yahan bytoh.
- Kya peeyaygaa? coffee ya Tanda?
- Coffee chalega
- Wo billi kya karthee hai?
Doodh peethi hai. - Thum kya karthay ho?
- Myn chitti likhtha hoon.
- Thum kiskaa dosth ho?
- Raam kaa.
- Raam abhi kidher hai?
- Wo dukan mayn hai.
- Wo dukaan ka maalik hai kya?
- Haan.
- Wo kownsa dukan chalatha hai?
- Kapdeh kaa.
- Uska dukan kidher hai?
- L.K.Nagar mayn.
- L.K. NAGAR yahan say kithnay dhoor hai?
- 3 k.m.
- Wo kub ghar ayayga?
- Rathko now bajeh.
- Thum uska saath rahthay ho kya?
- Haan.
- Wo kahan kee rahnay waala hai?
- Delhi.
- Thum Kahan kee ho?
- Chennai ka.
- Thumeh Tamil maaloom hai kya?
- Haan .Achchi tharah,
- Thumeh Hindi bhee maloom hai kya?
- Haan.
- Yahan kownsa hotel achcha hai?
- Udipi
- Wahan kya kya milthaa hai?
- Idli,dosa, Medhu vada owr chutney
- owr
- Mysore rasam or vengaya sambaar.
- Wo abhi khulla hai kya?
- Haan.
- Chalo jayengay.
- Dho plate idli vada sambaar lay aanaa.
- Sambar garam hona hai.
- Haan jee, yay leejeeyay.
- Bahuth badiyaa hai.
- Bill lay aana.
- Coffee yahan bahuth achcha hai.
- Achcha ,dho coffee bhi lay aana.
- Kul milakar bill kithnaa huwa?
- Dho sow rupya.
- Kithna tips rakoon?
- Bees rupya.
- Achcha , phir kal subah milengay.
- Jai Ramji kee
- bye bye.
- xxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxx
DELHI/CHENNAI SIGHT SEEING.
Thum idher aawoh/
Doodh peethi hai.
No comments:
Post a Comment