Monday, January 10, 2022

LESSON 37 Hindi in English








  •  Billi dhoodh pee rahee hai./ Thum kya kar rahen ho?
  • App kahan jaa rahen hein? Myn abb paat likh rahan hoon/
  • Radio per kown bole rahen hein?Way khel dekh rahen hein/
  • Chota bachcha maidan mayn khel raha hai./Maathajee chaayee bana rahee hai/ mera dosth so raha hai/choti bachci ro rahi hai/
  • Thum kya likh raheh ho? /Wo railgaadi kahan jaa rahee hai?
  • App kya khaa rahen hein?/ Way ladkay kahan pad rahen hein?kown roti bana rahee hai?/ sadak per kown jaa raha hai?
  • Pithaji ghar mayn kya kar rahen hein?Ladkiyaan kahan khel rahee hein? /adyapak kya pad rahen hein? nowkar kya laa raha hai/
  • Joseph church jaathaa hai/ myn gandth khelthaa hoon/ Hum yake mahinesay Hindi sikhthay hein/
  • Gomathi owr Sarala paat padthee hein/ chota bachcha sothaa hai/ maidan mayn dho ladkay kelthay hein/ way garam dhoodh peethay hein/ gayee kheth mayn gaas charthee hai/koyal meeteh swar mayn gaathee hai/
  • maa roti banathee hai.
  • Yeh ahchca ladka hai/ yeh bada ghar hai/ Safedh kagaz laawo/ yeh ooncha ghar hai/ meeteh phal laayeeyay.
  • woh achchi ladkee hai/ wahan chaar oonchay pade hein/
  • kaali billi dhoodh peethee hai/ yeh mota aadmi kahan jaathaa hai?/ garam paani peewoh/
  • achcha ladka / achcha ladkay/ achchi ladki/achchi ladkiyaan.
  • xxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxx
  • yeh Rahim kaa beta hai/ way Raam kaa betay hein/
  • Ram kee beti ghar mayn hai/Ram kee betiyaan school mayn hein/Seetha ka bhayee college mayn padthaa hai/ App kaa dhono bhayee kya karthay hein? Mohan kee gayee bahuth sundar hai/Ashraf kay ghar mayn kown rahthay hein?
  • Raam kay ladkay ko bulawo/Gopal kee bahanonka  school pass  mayn hai/Mohan ka goda/ kamala kaa ghar/ mohan kay goday/kamala kay ghar/ mohan kay goday ko/
  • Kamala kay ghar mayn/ Raam kee bahen/ Seetha kee maa/
  • Raheen kee ghayay/
  • xxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxx
  • Hamesha such bolo/ woh ladka khoob padtha hai/zyadha muth khaawo/ paani jore say barasthaa hai/ mera nokar dhare say aatha hai/ myn kabhi kabhi cinema jaathaa hoon/
  • gwala kum dhoodh  laatha hai/yeh ladka taej dhowdtha hai/
  • dheeray dheeray chalo/ jaldi ghar jaawo/
  • xxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxx
  • Ram Rahim kay saath kheltha hai.
  • Mandhir kay saamnay yake thaalaab hai.
  • School kay pass yake maidhan hai.
  • App kay paass kithnay paise hein?
  • Pade kay neechay ladkay khelthay hein
  • Myn roaj panch bajeh kay pahaleh utthaaa hoon.
  • Ahmed  Thansen kay thara ghaathaa hai.
  • myn namak kay bina  naheen khaatha.
  • Ghar kay bahar muth jaawoh
  • meray pithajee bazaar kee oar jaa rahen hein
  • gharkay bahar/ mahal yaa dukaan kay undher/
  • pade kay uper/ kursi kay neechay/ school kay saamnay/
  • mandhir kay peechay/ aapkay saath/ cheeni kay bina/
  • Thaalaab kay pass/ Raam kay pass/ paanch bahjeh kay pahaleh/
  • shaam kay baadh/ aap kay liyeh/ Gopal kay sivaye/
  • App kay alaawa/Ramayan kay baaray mayn/Coffee kay badhlay/ meray badhlay/Raam kay yahan/Janakee kee jagah
  • samudher kee oar/ samudher kee tharaf/ Gandhiji kee tharah/
  • xxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxx
  • kya aap kaa  pass ghadee hai? 
  • Aaj kal  Ram kee jagah kown kaam kartha hai?
  • Appkay pahaleh yahan kown kown rahthay thay?
  • Malini kay baadh kown ghathee hai?
  • Kya thum sakkar kay bina chayee pee sakthay ho?
  • Sabah mayn Gandhijee kay baaray mayn  kown bole rahen hein?
  • Taj Mahal kay paas kownsi nadhi bahthee hai?
  • Thumharay ghar kay saam nay kownsa pade hai?
  • Gaanv kee tharaf aaj kown jaa raha hai?
  • Appkay yahan roaj kown  aathaa hai?
  • xxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxx
  • yay ladka achcha hai.
  • woh ladki achchi hai
  •  gayee dhoodh deythee hai.
  • Byle gaadi kheenchthaa hai.
  • Dhobi kapda dhothaa hai.
  • Aam meeeta hai.
  • yay tharkari Thajee hai.
  • Hathee bada jaabwar hai.
  • Bundher kee poonch lambee hai.
  • Appkee kithaab choti hai.
  • ladki, ghayee, tharkari, poonch. kithab all feminine.
  • know the difference using kaa, kay and kee.
  • badi dhukaan/ Raam kee bahan/ aap kee gayee
  • Rahim kee kithab/meri dhothee/pithajee kee thabiyath acchi naheen hai/kalam/hawa/ dheewar/ gadee/ chatri/Feminine
  • Aaj hawa jore say chalthee hai/ meri bahan achci tharah likhthee hai/
  • wo kuththa/ chaar ladkay/ hathee mota owr bada janwer hai/
  • way phal kahan say aathay hein?
  • thumhari bahney kahan padthee hein?
  • Yay gadiyaan Bangalore  say aathee hein.
  • Aapkay gaavn mayn kithnay  ghar hein?
  • Dhono hatho mayn kithni ungliyaan hein?
  • Meri kithabonko muth loh.
  • Inn chudiyoonka dhaam kya hai?
  • yay kithnay kaa hai?
  • Nadhee mayn jahaz naheen chal sakthaa.
  • uss kiwad ko bandh karo
  • uss kidki ko kholo.
  • Iss bazaar mayn kithni dukanay hein?
  • Aasman mayn badhal garajthaa hai.
  • xxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxx
  • Humko Hindi owr  Tamil maloom hai.
  • thumhara ghar yahan say kithni dhoor hai?
  • Uskee bahen kahan rahthee hai?
  • unsay dhus rupyay lay aawo.
  • Inn gharon mayn koi naheen rahthaa.xxxxxxxxx
  • Unn ladkonko bulawo
  • Mujeh coffee pasand naheen hai.
  • Gopal kiskay saath khelthaa hai?
  • Vasntha kis sahar mayn rahthee hai?
  • Kown/ kya/ kithna/ kahan/ kub/ kyonn/ kaisa/ kiskay  saath.
  • kiskay pass/ kis sahar mayn
  • xxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxx
  • Himalay pahad kahan hai? dhobi kya karthaa hai?
  • Appkay dhono bahyee kub school jaathay hein?
  • Hyderabad  kaisa sahar hai?
  • Way kiskay ghar  mayn rahthay hein?
  • Thum kisper likhthay ho?
  • issnagar mayn paanch laac loag rahthay hein.
  • yay bahchay mitayee bahuth pasand karthay hein.
  • Yay railgadi raaathko now bhajeh nikalthee hai.
  • xxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxx
  • Myn aaj shaam ko Mysore jawoonga.
  • Kal thum kahan jaawogay?
  • App Delhi mayn kya kya dheykengay?
  • Woh aaj cinema naheen dekhaygee.
  • Way sherbeth peeyayngay
  • Wo kal shaamko masjid jaayaygaa.
  • Yay ladkay aaj gayndh  khelengay.
  • Uma iss  dukaan say saadi kharidheygee.
  • Nellore mayn achcha chawal milegaa.
  • wo kisiko kuch bhee naheen dhegaa.
  • xxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxx

No comments:

Post a Comment