Monday, January 10, 2022

LESSON 38




  • Woh ladka achcha hai/woh ladki gaathee hai/ gayee dhoodh dhethee hai/ byle gadi kheenchthee hai/ dhobi kapda dhothaa hai/ aam meeta hai/ yeh tharkari thaajee hai/Haathi bada jaanwar hai/ bundher kee poonch lambi hai/ aapkee kithab  
  • choti hi/ladki/gayee/tharkari/poonch/ kithab all are feminine
  • note the use of kaa/ kay/kee
  • achcha ladka/ ladki gaathee hai/ haathi kee aankay/
  • chota ghar/ lamba pade/ meeta phal/ mota aadhmi/aajkal ghee bahuth mahanga hai/ moti badeh badeh hein/woh kamra chota hai/ bazaar mayn byngun  milthay hein/ kachchaa aam khatta hai/ oont bada janwar hai/ badi dukan/Ram kee bahan/Rahim kee kithab/meri dhoti mylee naheen hai/pithaajee kee thabiyath achchi naheen hai/Samudhar kaa paani khaa hai/ yeh dhahi khatta hai/
  • kalam/ dheewar/ gadi/ hawa/ chatri all are feminine
  • xxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxx
  • Woh kuththa chota hai/ chaar ladkay khel rahen hein/ haathi mota owr bada janwar hai/ yeh phal kahan say aathay hein?
  • Thumhari bahnay kahan padhtee hein? yeh gadiyaan  Bangalore say aathee hein/Appkay gaaanv mayn kithnay ghar hein?Dhono haath mayn kithni oongliyaan hein?
  • inn chudiyoonka dhaam kya hai?
  • xxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxx
  • yeh kuththa taej dhowdthaa hai/ nadhi mayn jahaz naheen chal sakthaa/ byle kheth joththaa hai/ meri ladkiyaaan bahar khelthee hein/yeh phal meeta hai/ nariyal kay pade oonchay hein/iss kameez kaa dhaam kya hai? yeh kithnay kaa hai?
  • uss kiwadh ko bandh karo/iss bazaar mayn kithni dukhaneh hein? aasmaan mayn badhal garajthaa hai/
  • xxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxx
  • mera naam Gopal hai/ humko Hindi owr Tamil maaloom hai/Thumhara gaanv yahan say kithni dhoor hai?
  • uskee bahan kahan rahthee hai? unsay paanch rupyay lay aawo/inn gharon mayn koi naheen rahthaa/ unn ladkonko bulawo/ meray liyeh dhoodh laawo/mujeh coffee pasand hai/
  • xxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxx
  • yeh kuththaa taej dhowdthaa hai/nadhee maayn jahz naheen jaa sakthaa/ byle kheth jodhthaa hai/ meri ladkiyaan bahar khelthee hein/ yeh phal meeta hai/ nariyal kay pade oonchay hein/ iss kameez ka dhaam kya hai? uss kiwad ko bandh karo/iss bazaar mayn kithnee dukaan hein?
  • mera naam Gopal hai. Humko Hindi owr Tamil maaloom hai/ thumkhara gaanv yahan say kithni dhoor hai?
  • uskee bahen kahan rahthee hai?unsay dhus rupye  lay aawo/
  • inn gharomayn koi naheen rahthaa/ unn ladkonko yayan bulawo/ meray liyeh dhoodh laawo mujeh coffee pasand naheen hai/Inn janwaronko muth maaroh/Thumhare adhyapak kaa naam kya hai?
  • mera/ humko/ thumhara/uski/  inn/ unn/ meray. liye
  • usko/ mera bhayee/   aap kay liyeh/ unsay/ unkee. thumko/thumhari gayee/ aapka ladka/ iskay saath/ humko/
  • xxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxx
  • Wo lown hai? way kya chahthay hein? app kithna dhoodh chahthay hein? thum kahan jaathay ho? way kub school jaathay hein? thunhare pithajee kithnay bajeh  dafthar jathay hein?thum kyoon Hindi sikhthay ho? wo kaisa aadhmee hai?Gopal kiskay saath khelthaa hai? vasantha kis sahar mayn rahthee hai? kown/kya/kithna/ kahan/ kub/ kyon/ kaisa/ kaisay/ kiskay saath/ kis sahar mayn/
  • xxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxx
  • Himalaya pahad kahan hai? dhobi kya kartha hai?App kay dhono bhayee kub school jaathay hein? Thumko kown hindi sikathay hein? Hyderabad kaisa sahar hai?Way kiskay ghar mayn rahthay hein? thumhari kithaab kaa dhaam kya hai?
  • Vinobaji kaisay aadhmee thay?ladkiyaan kub say Hindi seekthee hein?Thum kisper likhthay ho?
  • xxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxx
  • iss sahar mayn paanch laakh loag rahthay hein/
  • Joseph owr Ramesh kal say yahan hein/ yey bachchay mitayee bahuth pasand karthay hein/yeh railgadi raathko now bhaje nikalthee hai/
  • xxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxx
  • kal thum kahan jaawogay? myn aaj shaamco Chennai jaawoonga/ aap Delhi mayn kya kya dekhengay? hum Jumma masjid laal kila  owr mughal bhgeechay  dekhengay/
  • woh aaj cinema naheen dekhaygee/way sub aaj sherbeth peeyangay/Asraf shaam ko masjid jayegaa/yay ladkay aaj genndh khelengay/uma is dukan say saadi kharidhaygee/
  • Nellore mayn achcha chawal milegaa/woh kisiko kuch naheen dhaygaa/myn jaroor  thumssay yeh kitabh loonga
  • xxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxpownchengay/ dhaykhengay/ khaareedhangay/ sunengay
  • padengay/ khayengay/ banayengay/ dhengay/ bechengay/
  • bajengay/ sunengay/ sochengay/ bolengay/ laayengay/ taherengay/ rukengay.rokengayy/karengayy/
  • xxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxx
  • boloonga/ kharidhogee/ dhogay/ loongi/ piyega/ peeyengay/
  • suneghi/laayegaa/ karengee/ gaayagee/bytogay/way ghareebhonko paisa dheythay hein/Adyapak sawal poochthay hein/woh iss kaam kay liyeh dhus rupyay maangthaa hai/ yeh gadi badeh stationnoper hee rukthee hai/

No comments:

Post a Comment